fully Entertainment movies

Bollywood new movies,news,latest movies news, Health and fitness latest Bollywood, And Hollywood movie news,new released movies news Articles

Breaking

Saturday 16 June 2018

China dog meat festival | China facts about in Hindi

China dog meat festival. 

China dog meat festival | China facts about in Hindi


Dosto jaha hmare desh me kute se log pyar krte hai unhe palte hai unko achi diet khilate or vahii dusri or khus ese desh hai jo inn vafadar or cute janwaro ko buri trah se Mar Mar kr inka bojan krte hai. G ha dosto aap ne bilkul sahi suna.

Aj me apko btauga khus ese desho ke bare me jaha pr kutoo ko Mara jata hai.
Duniya bare me 11 desh ese hai jaha pr kuto ke mass ka bohat bara business hai.



Ye desh har sal 25 M se bhi jiyada kuto ko marte hai or 200 M dollar se bhi zada kma lete hai.
Agar 11 desho ki bat kii jae to pehle no. Pr  hai Chin,fir Indonesia, dakshin Korea or bhi desh hai jinka nam ap display pr dekh sakte hai..

Hala ki chin kuto ko palto janwaro ke rup me rakhne Vale pehle log thee. Lekin ab kuto ka mass bhi vo hii sabse Zada Kate hai. Vo 2M se bhi Zada kuto ko Mar dete hai.


Unka man na hai kuto ka mass sabse zada swadist hota hai.yaha kuto ka itni buri halt ki jati hai ki apke dekh kar pasini hii sute jae. Yaha kuto ko buri trah se pit te hai fir unko panjo ko kat diya jata hai or per thod diye jate hai.yaha har sal jun me 10 dino tak kuto ka mhotshav cahlta hai.


Yaha ki sarkar ne iss tuhar ko rokne ke liye bohat kadam bhi uthae magar vo nakamyab rahe ye tuhar aj bhi yaha pr har sal juro suro se mnaya jata hai.iss tuhar me log kuto ke mas ka hotdog, or meat bnakr bohat swad se kate hai.

द ह्यूमेन सोसाइटी इंटरनेशनल और द एनिमल होप एंड वेलनेस फाउंडेशन जैसे पशु बचाव समूहों में से कई इस साल वहां गए.हजारों कुत्तों को बचाने के लिये.


Indonessia, halaki iss desh ki mukhya rup se muslim desh bhi mana jata hai.kyuki yaha muslim log jyada rehte hai. Or apko sayid ye bhi pta hoga.


ki muslim darm me kuto ke mass ko khana sakti se mnai hai. Magar phir bhi is desh me kuto ke mass ko bohat kaya jata hai . Iss desh me bhi bohat se kuto ko mara jata hai.


 Indsonessia ki food security agency ka kehna hai ki. Yaha har roj 40.000 kuto ki mang ki jati hai.unka mass khane ke liye.yaha pr jinde kuto ko bhi jla kr kha liya jata hai. Yaha ki sarkar kuto ko marne pr koi gambir vichar nhi le rahi hai.


Dosto agar hum bat kre south korea ki to yaha pr har sal 3M se bhi jada kuto ka istemal hota.jiske ki vo har sal 200.crore dollar kma lete hai. Jaise ki din prtidin desho me kuto ka buiness badta ja rha hai vese vese ye ek gambir smshya bhi pedda ho rhi hai.

iss mudhe ko leke kar desho ki sarkare iss mude pr faisla kr rhi hai.

Dosto inke ilava or bhi bohat se desh hai jinme ye business bohat joro se chal rahe.

And dosto me last me yahi kehna cahuga ki iss post ko jyada jada share krna..

China dog meat festival | China facts about in Hindi